PDA

View Full Version : बच्चपन में करी आशिक़ी जवानी में घोड़ी चढ़ê


Advo. Ravinder Ravi Sagar'
17-09-2013, 11:59 PM
ग्यारह के चक्कर में,
बारहा तक गिनती भूल गया.!
मोहनी के फेर में,
घर का रास्ता भूल गया.!!
मास्टरों की मार खा-खा,
सारे फॉर्मले भूल गया,!
पढ़ाई के खेल में,
लैला को कॉपी देना भूल गया.!!
ऐसे लाल हुई जैसे टमाटर,
गर्म देख उसको भागना भूल गया.!
वो दिन है आज का दिन,
उस के घर जाना भूल गया.!!
इश्क़ ने निकँमा बनाया,
और पढ़ाई पढ़ना भूल गया.!
कॉलेज तो गया,
पर डिग्री लेना भूल गया.!!
ना वो मिली ना धंधा किया,
रोटी कमाना ही भूल गया.!
बच्चपन में करी आशिक़ी ऐसी,
जवानी में घोड़ी चढ़ना भूल गया.!!

Gyaarah ke chakkar mein,
Baraha tak Gintee bhool gaya.!
Mohani ke Pher mein,
Ghar ka rasta bhool gaya.!!
MaastroN ki maar kha-kha,
Saare Formulae bhool gaya,!
Padhaai ke Khel mein,
Laila ko Copy dena bhool gaya.!!
Aise lal huyi jaise tamaatar,
Garm dekh usko Bhagna bhool gaya.!
Wo din hai aaj ka din,
Us ke ghar jaana bhool gaya.!!
Ishq ne nikamma banaya,
Aur padhaai padhna bhool gaya.!
College to gaya,
Par Degree lena bhool gaya.!!
Na wo mili na dhandha kiya,
Roti kamaana hi bhool gaya.!
Bachchpan mein kari aashiqi aisi,
Jawani mein Ghodi chadhna bhool gaya.!!

vimal prakash
18-09-2013, 08:51 PM
ग्यारह के चक्कर में,
बारहा तक गिनती भूल गया.!
मोहनी के फेर में,
घर का रास्ता भूल गया.!!
मास्टरों की मार खा-खा,
सारे फॉर्मले भूल गया,!
पढ़ाई के खेल में,
लैला को कॉपी देना भूल गया.!!
ऐसे लाल हुई जैसे टमाटर,
गर्म देख उसको भागना भूल गया.!
वो दिन है आज का दिन,
उस के घर जाना भूल गया.!!
इश्क़ ने निकँमा बनाया,
और पढ़ाई पढ़ना भूल गया.!
कॉलेज तो गया,
पर डिग्री लेना भूल गया.!!
ना वो मिली ना धंधा किया,
रोटी कमाना ही भूल गया.!
बच्चपन में करी आशिक़ी ऐसी,
जवानी में घोड़ी चढ़ना भूल गया.!!

Gyaarah ke chakkar mein,
Baraha tak Gintee bhool gaya.!
Mohani ke Pher mein,
Ghar ka rasta bhool gaya.!!
MaastroN ki maar kha-kha,
Saare Formulae bhool gaya,!
Padhaai ke Khel mein,
Laila ko Copy dena bhool gaya.!!
Aise lal huyi jaise tamaatar,
Garm dekh usko Bhagna bhool gaya.!
Wo din hai aaj ka din,
Us ke ghar jaana bhool gaya.!!
Ishq ne nikamma banaya,
Aur padhaai padhna bhool gaya.!
College to gaya,
Par Degree lena bhool gaya.!!
Na wo mili na dhandha kiya,
Roti kamaana hi bhool gaya.!
Bachchpan mein kari aashiqi aisi,
Jawani mein Ghodi chadhna bhool gaya.!!

:bravo:

Advo. Ravinder Ravi Sagar'
18-09-2013, 09:04 PM
शुक़रिया,,,,,,,,