PDA

View Full Version : ~!~!..एक तलाश...~!~!


dipu
11-05-2011, 08:13 PM
Ab tak us ki muhabbat ka nasha tari hai


Phul baqi nahi khushbu ka safar jari hai


Sahar lagata hai pasine may nahaya hua jism


Ye ajab khwab may dubi hui bedari hai


Aj ka phul teri kokh se zahir hoga


Shakh e dil khushk ha no ab ke teri bari hai


Dhyan bhi us ka hai milte bhi nahi hain us se


Jism se bair hai saye se wafadari hai


Dil ko tanhai ka ahasas bhi baqi na raha


Wo bhi dhundhala gai jo shakl bahut pyari hai


Is tag o taz may tute hain sitare kitane

dipu
11-05-2011, 08:14 PM
Hum tu tere dil ki mehfil sajany aay the
Tere kasam tujhy apna banany aay the
Kis baat ki saza di tony hum ko bewafa
Hum tu tere dard ko apna banany aay the.

dipu
11-05-2011, 08:15 PM
Dil me basai thi tasvir mita dena

Aankhon me basaya tha nazron me gira dena

Tum ko to wafa meri kuch raas na aai

Jati hoon tere dar se mujhko na sada dena

Jab tum se koi pooche baaten meri wafaon ki

Tum meri wafaon par ilzam laga dena

Fir oski tamanna keya jo gair ka ho jaye

Bas itni guzarish hai tum mujhko bhula dena

dipu
11-05-2011, 08:17 PM
तेरे चेहरे की चमक सदा बनी रहे,
हसीं इन लबों पे सदा सजी रहे,
दूर रखे खुदा सारे गमो से तुझे,
खुशी तेरे दामन में सदा बनी बनी.

-----------------------------------

सिने में लगी आग को दबा लेंगे,
दिल में उस बात को छुपा लेंगे.

------------------------------------

तुझे देखे बिना तेरी तस्वीर बना सकता हूँ,
तुझसे मिले बिना तेरा हाल बता सकता हूँ,
हैं, मेरी दोस्ती में इतना दम की, अपनी,
आखों के आसूं तेरी आखों से गिरा सकता हूँ.

--------------------------------------

बेवफा जब भी तेरी याद आती हैं,
टूटे दिल से आह निकल जाती हैं,
इस पर तुने मरहम तो लगाया नही था,
फ़िर क्यों तेरी याद इसे आ जाती हैं.

----------------------------------------

तुम अपने मादक नयनो से मुझे यूं इशारा न करो,
क्योंकि तेरे मादक नयनो को देखकर मेरा मन भी बहक जाता हैं.

-----------------------------------------

कसम खाने के बाद, अक्सर वह हमे भूल जाते हैं,
तभी तो हम उन्हें बेवफा कहते हैं.

------------------------------------------

मुक्कदर का गरीब, दिल का आमिर था
मिलकर बिछड़ना मेरा नसीब था,
चाह कर भी कुछ कर न सके हम,
घर जलता रहा और समुन्दर करीब था.

dipu
11-05-2011, 09:02 PM
Agar mein bata don mein kia chahti hon
nazron say apni gira tou na doo gay

Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho
Mujhey koi kari si saza tou na do gay

Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon
Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay

Jo mein bata don meray mun main kia hay
Tum jahan mein tamasha bana to na do gay

Darti hon tum say mein raaz-e-dil sunatay
Tum hansi main baat ura to na do gay

Agar mein bata don mein kia chahti hon
Wafaon k badlay jafa to na do gay
Aur mujh hi say daman chura to na lo gay

dipu
11-05-2011, 09:07 PM
Dosti achchi ho toh rang laati hai
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai
Par agar dosti apne jaisi ho
Toh itihaas banaati hai



Jaan hai mujhko zindagi se pyaari
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari
Ab tumse kya chhupaana
Tum hi toh ho jaan hamaari



Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga



Zindagi nahin humein doston se pyaari
Doston pe haazir hai jaan hamaari
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari

dipu
11-05-2011, 10:23 PM
Tere Bin Waqt Nah Katte,
Manzil Nah Paye,
Tere Bin Keise Main Jiyuun,
Keise Main Rahuun.

O Jaana,
Ab Toe Aajaa,
Itna Na Sata,
Tu Hai Kahaan.

Din Yeh Aduuri Hai,
Raatin Bhi Sukhi Hai

dipu
22-05-2011, 07:59 AM
ये दिल उदास है बहुत, कोई पैगाम ही लिख दो!
तुम अपना नाम न लिखो,चलो गुमनाम ही लिख दो!

मेरी किस्मत मैं गम-ऐ- तन्हाई है लेकिन!
तमाम उम्र न लिखो चलो एक शाम ही लिख दो!

ये जानता हु की उम्र भर,तनहा मुझको रहना है!
मगर पल दो पल, मेरे नाम ही लिख दो!

चलो हम मान लेते है सजा,के मुस्ताहिक ठहरे!
कोई इनाम न लिखो,कोई इल्जाम ही लिख दो!

dipu
23-05-2011, 03:23 PM
Koii To Hota

Main Jis Kay DIL Ki Kitaab Banti
Main Jis Ki Chaahat Ka Khowab Banti
Main Hijar Ki Lambi Raaton Main
Yaad Ban Kar Aazab Banti

Koii To Hota

Jo Meri Khowahish Main Uth Kar
Raaton Ko Khoob Rota
Dukhon Ki Chaadar Lapait Kar
Hajoom -e- Dunya Say Door Rehta

Koii To Hota

Main Rooth Jati, Manata Mujh Ko
Keh Chahay Mera Qasoor Hota

Koii To Hota

Main Jis Kay Itney Qareeb Hoti
Na Pass Koii Raqeeb Hota
Main Tanha Us Ki Habeeb Hoti
Ye Silsala Bhi Ajeeb Hota

Koii To Hota

dipu
24-01-2012, 07:33 PM
बचपन से ही सपन दिखाया, उन सपनों को रोज सजाया।
पूरे जब न होते सपने, बार-बार मिलकर समझाया।
सपनों के बदले अब दिन में, तारे देख रहा हूँ।
सपना हुआ न अपना फिर भी, सपना देख रहा हूँ।।

पढ़-लिखकर जब उम्र हुई तो, अवसर हाथ नहीं आया।
अपनों से दुत्कार मिली और, उनका साथ नहीं पाया।
सपन दिखाया जो बचपन में, आँखें दिखा रहा है।
प्रतिभा को प्रभुता के आगे, झुकना सिखा रहा है।
अवसर छिन जाने पर चेहरा, अपना देख रहा हूँ।
सपना हुआ न अपना फिर भी, सपना देख रहा हूँ।।

ग्रह-गोचर का चक्कर है यह, पंडितजी ने बतलाया।
दान-पुण्य और यज्ञ-हवन का, मर्म सभी को समझाया।
शांत नहीं होना था ग्रह को, हैं अशांत घर वाले अब।
नए फकीरों की तलाश में, सच से विमुख हुए हैं सब।
बेबस होकर घर में मंत्र का, जपना देख रहा हूँ।
सपना हुआ न अपना फिर भी, सपना देख रहा हूँ।।

रोटी जिसको नहीं मयस्सर, क्यों सिखलाते योगासन?
सुंदर चहरे, बड़े बाल का, क्यों दिखलाते विज्ञापन?
नियम तोड़ते, वही सुमन को, क्यों सिखलाते अनुशासन?
सच में झूठ, झूठ में सच का, क्यों करते हैं प्रतिपादन?
जनहित से विपरीत ख़बर का, छपना देख रहा हूँ।
सपना हुआ न अपना फिर भी, सपना देख रहा हूँ।।