My Hindi Forum

My Hindi Forum (http://myhindiforum.com/index.php)
-   Mehfil (http://myhindiforum.com/forumdisplay.php?f=17)
-   -   Poem on papa - Shikha (http://myhindiforum.com/showthread.php?t=17140)

Shikha sanghvi 04-06-2017 06:49 PM

Poem on papa - Shikha
 
Duniya mai aane par jisne hume apna naam diya hai,
Tham kar ungli hamari jisne hume chalna sikhaya hai,
Kadam bhatke jab bhi humare sahara hume diya hai,
Jab bhi ruk gaye naya*rasta hume dikhaya hai,
Zindagi ke har mod pe jisne hume sambhala hai,
Har tufan ko*harakar ke jina hume sikhaya hai.
Apne harday se lagakar jisne pyar ka ehesas dilaya hai,
Nadiyo ke kinaro ki tarah jisne jivanbhar saath nibhaya hai,
Jivan ke har mod ko aasan jisne bhanaya hai,
Kaise shukriya karu mai us pita ka,
Jinhone humare jivan ko sanwara hai.

I Love You Papa

Shikha
[/COLOR][/CENTER]

soni pushpa 05-06-2017 09:18 PM

Re: Poem on papa - Shikha
 
[QUOTE=Shikha sanghvi;560931][B]Duniya mai aane par jisne hume apna naam diya hai,
Dekar apni ungli jisne hume chalna sikhaya hai,
Kadam bhatke jab bhi humare sahara hume diya hai,
Jab bhi ruk gaye naya*rasta hume dikhaya hai,
Zindagi ke har mod pe jisne hume sambhala hai,
Har tufan ko*harakar ke jina hume sikhaya hai.
Apne harday se lagakar jisne pyar ka ehesas dilaya hai,
Nadiyo ke kinaro ki tarah jisne jivanbhar saath nibhaya hai,
Jivan ke har mod ko aasan jisne bhanaya hai,
Kaise shukriya karu mai us pita ka,
Jinhone humare jivan ko sanwara hai.

I Love You Papa




papa ke samman me or unke dular evam pyaar ki sarahna sabhar rachna ke liye bahut bahut dhanywad shikha ji ... bahut bahut badhaiyan

Shikha sanghvi 08-06-2017 05:56 PM

Re: Poem on papa - Shikha
 
[QUOTE=soni pushpa;560936]
Quote:

Originally Posted by Shikha sanghvi (Post 560931)
[B]Duniya mai aane par jisne hume apna naam diya hai,
Dekar apni ungli jisne hume chalna sikhaya hai,
Kadam bhatke jab bhi humare sahara hume diya hai,
Jab bhi ruk gaye naya*rasta hume dikhaya hai,
Zindagi ke har mod pe jisne hume sambhala hai,
Har tufan ko*harakar ke jina hume sikhaya hai.
Apne harday se lagakar jisne pyar ka ehesas dilaya hai,
Nadiyo ke kinaro ki tarah jisne jivanbhar saath nibhaya hai,
Jivan ke har mod ko aasan jisne bhanaya hai,
Kaise shukriya karu mai us pita ka,
Jinhone humare jivan ko sanwara hai.

I Love You Papa




papa ke samman me or unke dular evam pyaar ki sarahna sabhar rachna ke liye bahut bahut dhanywad shikha ji ... bahut bahut badhaiyan

Bahot bahot shukriya pushpaji

rajnish manga 16-06-2017 08:20 AM

Re: Poem on papa - Shikha
 
Quote:

Originally Posted by shikha sanghvi (Post 560931)

...
Tham kar ungli hamari jisne hume chalna sikhaya hai,
nadiyo ke kinaro ki tarah jisne jivanbhar saath nibhaya hai,
jivan ke har mod ko aasan jisne bhanaya hai,
kaise shukriya karu mai us pita ka,
jinhone humare jivan ko sanwara hai.

I love you papa

shikha

अपने पिता के प्रति बेटी की ओर से आदर और स्नेह से पूरित भावपूर्ण उद्गार. बहुत सुंदर. धन्यवाद, शिखा जी.

Rahul.jha 22-06-2017 09:01 AM

Re: Poem on papa - Shikha
 
Loved it... thanks for sharing... :)

Kabhi abhimaan to kabhi swabhiman hai pita,
kabhi darti to kabh aashmaan hai pita..............

Shikha sanghvi 23-06-2017 06:24 PM

Re: Poem on papa - Shikha
 
Quote:

Originally Posted by rajnish manga (Post 561017)
अपने पिता के प्रति बेटी की ओर से आदर और स्नेह से पूरित भावपूर्ण उद्गार. बहुत सुंदर. धन्यवाद, शिखा जी.


Bahot bahot shukriya rajnisji
Apne papa se apni family se bahot door hu to kabhi kabhi bahot yaad aati hai to use lafzo mai baya kar lete hai....Papa to papa hi hote hai unke dil mai apni beti ke prati pyar kabhi kam nahi hota.

Shikha sanghvi 23-06-2017 06:26 PM

Re: Poem on papa - Shikha
 
Quote:

Originally Posted by Rahul.jha (Post 561090)
Loved it... thanks for sharing... :)

Kabhi abhimaan to kabhi swabhiman hai pita,
kabhi darti to kabh aashmaan hai pita..............

Thanks rahulji
very true
Pita ki jagah kabhi koi nahi le sakta


All times are GMT +5. The time now is 02:13 PM.

Powered by: vBulletin
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
MyHindiForum.com is not responsible for the views and opinion of the posters. The posters and only posters shall be liable for any copyright infringement.