Re: Dahej Pratha / दहेज-प्रथा
sundar satik aalekh shikha ji .. atm samman ki ahmiyat dhan ke aage kam ho gai hai .. or sabse badi bat lalach insaan se kya nahi karwati? muft me dhanwan ban jane ki bhavna rakhne wale log dusaro ki mushkile nahi samj sakte ..
|