View Single Post
Old 09-06-2015, 04:44 PM   #7
soni pushpa
Diligent Member
 
Join Date: May 2014
Location: east africa
Posts: 1,288
Rep Power: 65
soni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond reputesoni pushpa has a reputation beyond repute
Default Re: घर हो मंदिर या घर में हो एक मंदिर

Quote:
Originally Posted by manishsqrt View Post
Mai aapki baat samajh nahi paya, mere hisab se to ghar me mandir hona chahiye jisme hum bhagwan ki murat rakh kar puja kare, agar ghar ko mandir bana diya jae to wo ghar kaha rahega wo to mandir ho jaega ek public place fir usme koi bhi aa ja sakta hai, fir aap kaha rahenge?




manish ji , shayd aapne meri bat ki gahanta ki or dhyan nahi diya hai mere kahne ka tatparya ye hai ki yadi ghar me etani shant,i prem, vatsaly bhar jay ki ghar ka vatavaran hi ek mandir jeisa ho jay jahan klesh kankas , ladai jhagade , ershya aadi ke liye koi sthan hi na ho yane ki ek mandir me jitni man ki shanti hoti hai utani hi shanti ek ek ghar me aa jay to? kitna achha ho na yadi ghar me shanti hogi to kisi ko ghar ke bahar mansik shanti khojne nahi jana padega .. ekduje ke liye jine ka vichaar, prem sauhard ki bhavna se bhara ghar ek mandir hi to ho jayega na ?
soni pushpa is offline   Reply With Quote