View Single Post
Old 09-11-2011, 10:47 PM   #13
Ranveer
Senior Member
 
Ranveer's Avatar
 
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26
Ranveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud of
Default Re: समय क्या है?

Sutr ko aage badhayen...yadi aap 'time' ke swaroop par prakash dal rahen hain to ye bada mazedar topic hai....shankarachary ke ausar parmarthik roop se jagat or ishwar dono asaty hain parantu ved me inhe saty mana jata hai....'time' or 'space' ka astitv relative hai...thik usi tarah jis tarah 'god' ek relative concept hai....stifen howkings ke anusar ek black hole ke andar ki sari chezen time ki paridhi se bahar hoti hai....ye universe bhi ek black hol ka parinam hai(big-bang)....kul milakar kaha ja sakta hai ki 'time' jaisi koi cheez (universe ke liye) hai hi nahi !! ....is sutr ko uske motive tak pahuchayen to mai bhi kuch vistar me likhna chahunga.
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
Ranveer is offline   Reply With Quote