View Single Post
Old 19-11-2011, 12:13 PM   #27
Ranveer
Senior Member
 
Ranveer's Avatar
 
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26
Ranveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud ofRanveer has much to be proud of
Default Re: Beautiful Thoughts

Ek villege me garib bujurg admi rahta tha. Uska ekmatr beta tho jo jail me saza kat raha tha. Us admi ke pas kuch khet the jisme wo aaloo ki kheti kiya karta tha, aur isi se uska guzara chalata tha..ek din usne bete ko ek letter likha."beta ..es bar mai kheti nahi kar paunga kyuki ab mujhme utni takat bhi nahi hai ki mai khet ki jutai kar sakun.mera tabiyat bhi thik nahi rahta. Agar tum hote to jutai ki samasya nahi hoti. Mai dukhi ho gaya hun". Us letter ko padhkar uske bete ne jawab me likha.."pitaji ..aap khet jotna bhi mat kyunki maine apne khet me kai banduken gad ke rakhi hain . aap sabkuch uparwale par chhod dijiye." letter likhne ke ek din ke andar hi police ka ek dasta jakar uske khet ki khudai karwa dali par khet se koi banduk nahi nikla..fir us aadmi ko apne bete ka ek letter mila jisme likha tha.."pitaji..ab aap ropne ka kam kijiye,yahan se mai isase behtar nahi kar sakta tha."....MORAL-NO MATTER WHERE YOU ARE IN THE WORLD,IF U HAVE DECIDED TO DO SOMETHING,DEEP FROM YOUR HEART...U CAN DO IT.
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
Ranveer is offline   Reply With Quote