View Single Post
Old 05-07-2013, 12:08 AM   #7
jitendragarg
Tech. Support
 
jitendragarg's Avatar
 
Join Date: Dec 2009
Location: Bangalore
Posts: 2,771
Rep Power: 35
jitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant future
Default Re: रुपया रिटायरमेंट की उम्र में !!

Quote:
Originally Posted by abhisays View Post
ऐसा नहीं है, डॉलर मजबूत होने से सभी को फर्क पड़ेगा। कुछ उदहारण देखो।
  • एक छात्र जिसे विदेश में पढ़ना है, उसे अब ज्यादा फीस देनी होगी।
  • जिन फिल्मों के शूटिंग विदेश में होती है उनमे अब ज्यादा पैसा लगेगा।
  • पेट्रोल और डीजल के दाम बढेंगे और इससे कैस्केडिंग इफ़ेक्ट होगा, ट्रांसपोर्ट कॉस्ट बढेगा और रोजमर्रा के सामान भी महेंगे होगे. २ लाइन में कहाँ जाए तो एक छोटी पेंसिल से लेकर एक बड़ी कार, सब कुछ महंगी हो जायेगी।
  • नब्बे के दशक से पहले इन बातो का ख़ास फर्क नहीं पड़ता था, लेकिन अब भारत की अर्थव्यवस्था पर इन बातो का काफी असर पड़ता है।

in short, humne khud apni hi aisi taisi kar rakhi hai. seriously, petrol ke alawa aur sab easily controllable hai. jaise, films, education wali baat to useless hai. humare yahan sare students padh kar US bhaag rahe hai, kyunki desh ki lagi hui hai. kuch din pehle padha tha, ek bechara ias officer 40 saal baad desh chhod kar bhaag raha, kyunki sahi se kaam karke paisa nahi kamane diya jata usko. aise haal me indian currency ki value kaise badhegi. studies ke hisaab se hum log sirf African countries se upar hai vikaas ke maamle me.

aur haan, petrol wali baat me dum hai. par wo bhi artificial shortage hai. Pakistan me 27rs. aur india me 80rs. mujhe nahi lagta Pakistan ke UN se itne acche relation hai ki crude oil 25% price me milta hoga. aur ek baat, UN jaanti hai, India materialist country hai, isliye duniya ko chalane ki saari jimmedari apni hai. kisi desh ko to akhir extra paise dene honge, jab tak humko biofuel ka sahi rasta nahi milta. India se accha koi aur desh hai nahi, jahan easily oil mehnga kar sakte hai. kyunki, india me to rape bhi hote hai, to log 2 week me bhool jate hai, petrol ki keemat ko ghanta yaad rakhenge.


PS: Fate of the world karke ek game hai. 400mb kuch ka. agar UN ke decision ke bare me idea chahiye to try karo. pata chalega, ki india ki jaanbhooj kar maari ja rahi hai.
__________________
jitendragarg is offline   Reply With Quote