View Single Post
Old 08-01-2015, 09:31 PM   #12
Pavitra
Moderator
 
Pavitra's Avatar
 
Join Date: Sep 2014
Location: UP
Posts: 623
Rep Power: 31
Pavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond reputePavitra has a reputation beyond repute
Default Re: Pyar kya hai....

Quote:
Originally Posted by Shikha sanghvi View Post
Pyar kya hai....

Pyar sirf dhai akshr ka shabd he. Sadiyo se vo alag alag tarike se pahechana gaya he, fir bhi anjan hi he. Pyar ke saath har waqt ek pagalpan hota he.

Pyar to ekdusre ke purak he. Pyar me ekdusre ke saath zindgi bitane ki zankhna he.

Aisa kya he pyar me.....

.

Shikha sanghvi
Sabse pahale to apka forum par bahut swagat hai , apki poems dekhi aur threads bhi , aur bahut hi interesting lage apke threads.

ab baat ye ki Pyar kya hai?
Mujhe lagta hai pyar sirf dhai akshar ka shabd nahin balki apne aap mein ek granth hai, jise jitna bhi parha jaye par har baar kuchh naya rah hi jata hai janne ke liye. pyar mein pagalpan ho to pyar ka swaroop hi badal jata hai fir wo pyar nahin rahta balki obsession ban jata hai . isliye mujhe lagta hai ki pyar mein pagalpan nahin hota balki depth hoti hai , pyar vyakti ko aur samajhdaar banata hai , responsible banata hai.

Pyar jeevan mein Peace lekar aata hai , satisfaction lata hai , pyar sirf khushi pane ka zariya nahin hai balki pyar se humare bhatke hue jeevan ko ek disha milti hai.
__________________
It's Nice to be Important but It's more Important to be Nice
Pavitra is offline   Reply With Quote