Re: मजेदार मनोरंजनात्मक :.........
Adbhut, kuch photo to shayad thode jyada samvedan sheel hai, par sabhi manoranjatmak hai.Sab kuch aapke nazariye par nirbhar karta hai ki aap kaise arth ka anarth karte hai.manna padega lagane wale ne apni rachnatmak buddhi ka prayog kiya hai.
|