View Single Post
Old 08-06-2017, 05:56 PM   #3
Shikha sanghvi
Senior Member
 
Shikha sanghvi's Avatar
 
Join Date: Jan 2015
Posts: 314
Rep Power: 23
Shikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud ofShikha sanghvi has much to be proud of
Default Re: Poem on papa - Shikha

[QUOTE=soni pushpa;560936]
Quote:
Originally Posted by Shikha sanghvi View Post
[B]Duniya mai aane par jisne hume apna naam diya hai,
Dekar apni ungli jisne hume chalna sikhaya hai,
Kadam bhatke jab bhi humare sahara hume diya hai,
Jab bhi ruk gaye naya*rasta hume dikhaya hai,
Zindagi ke har mod pe jisne hume sambhala hai,
Har tufan ko*harakar ke jina hume sikhaya hai.
Apne harday se lagakar jisne pyar ka ehesas dilaya hai,
Nadiyo ke kinaro ki tarah jisne jivanbhar saath nibhaya hai,
Jivan ke har mod ko aasan jisne bhanaya hai,
Kaise shukriya karu mai us pita ka,
Jinhone humare jivan ko sanwara hai.

I Love You Papa




papa ke samman me or unke dular evam pyaar ki sarahna sabhar rachna ke liye bahut bahut dhanywad shikha ji ... bahut bahut badhaiyan
Bahot bahot shukriya pushpaji
__________________
Shikha75.simplesite.com
Shikhashayari.blogspot.com
Shikha sanghvi is offline   Reply With Quote