30-10-2011, 01:09 PM | #21 | |
Special Member
|
Re: Beautiful Thoughts
Quote:
__________________
घर से निकले थे लौट कर आने को मंजिल तो याद रही, घर का पता भूल गए बिगड़ैल |
|
04-11-2011, 02:43 AM | #22 |
Senior Member
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26 |
Re: Beautiful Thoughts
Kisi insan se nafrat mat karo....achhe log to hame khushi dete hi hain...bure log bhi kuch n kuch sikha jate hain....
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
|
04-11-2011, 04:35 AM | #23 |
Exclusive Member
|
Re: Beautiful Thoughts
बिल्कुल सत्य वचन हैँ
__________________
दोस्ती करना तो ऐसे करना जैसे इबादत करना वर्ना बेकार हैँ रिश्तोँ का तिजारत करना |
07-11-2011, 10:34 PM | #24 |
Senior Member
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26 |
Re: Beautiful Thoughts
JAB KOI APSE KAHE KI 'mai tumhari tarah emotional nahi hun ...mai jyada sochta hi nahi ' TO AAP BAS ITNA SAMJHEN KI AAP JAB CHAHEN TAB USKI TARAH BAN SAKTEN HAIN...PAR WO CHAHKAR BHI APKI TARAH NAHI BAN SAKTA (MATLAB AAP USASE BEHTAR HI HAIN)
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
|
10-11-2011, 07:30 PM | #25 |
Senior Member
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26 |
Re: Beautiful Thoughts
Yah kahani ek soldier ki hai jo ladai khatm hone ke bad apne ghar aane ki sochta hai..wo phone par apne parents se puchta hai.."mai ghar aa raha hun or mere sath mera ek dost bhi hai jiska is dunia me koi nahi hai , kya mai use bhi apne sath la sakta hun?" Uske parents kahte hain "han han kyun nahi..jarur le aao" Fir wo soldier kahta hai ki wo dost ladai me ek hath or pair gawa chuka hai , mai hamesha ke liye use apne ghar par hi rakhna chahta hun ! Is par uske parents kahte hain .."tum jante ho ki tum kya kah rahe ho?ek apang aadmi kitna bada bojh hota hai ?ham apne sath use kaise rakh sakte hain. tum ghar aa jao or apne dost ko bhool jao.wo apne jivan ka rasta khud dhundh lega" yah sunkar wo soldier phone rakh deta hai....Ek din uske parents ko police ka phone aata hai ki uska beta ek building se kudkar sucide kar liya hai...sab fauran use dekhne jate hain...uski lash ko dekhkar dang rah jate hai ki uska ek hath or pair hi nahi hai ! Matlab ladai me ek hath pair kho dene wala uska dost nahi blki wahi khud tha........MORAL- DONT BE SO SELFISH.
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
|
10-11-2011, 10:20 PM | #26 | |
VIP Member
|
Re: Beautiful Thoughts
Quote:
रणवीर जी अत्यंत मार्मिक और प्रेरणादायक कहानी है |
__________________
Disclaimer......! "फोरम पर मेरे द्वारा दी गयी सभी प्रविष्टियों में मेरे निजी विचार नहीं हैं.....! ये सब कॉपी पेस्ट का कमाल है..." click me
|
|
19-11-2011, 12:13 PM | #27 |
Senior Member
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26 |
Re: Beautiful Thoughts
Ek villege me garib bujurg admi rahta tha. Uska ekmatr beta tho jo jail me saza kat raha tha. Us admi ke pas kuch khet the jisme wo aaloo ki kheti kiya karta tha, aur isi se uska guzara chalata tha..ek din usne bete ko ek letter likha."beta ..es bar mai kheti nahi kar paunga kyuki ab mujhme utni takat bhi nahi hai ki mai khet ki jutai kar sakun.mera tabiyat bhi thik nahi rahta. Agar tum hote to jutai ki samasya nahi hoti. Mai dukhi ho gaya hun". Us letter ko padhkar uske bete ne jawab me likha.."pitaji ..aap khet jotna bhi mat kyunki maine apne khet me kai banduken gad ke rakhi hain . aap sabkuch uparwale par chhod dijiye." letter likhne ke ek din ke andar hi police ka ek dasta jakar uske khet ki khudai karwa dali par khet se koi banduk nahi nikla..fir us aadmi ko apne bete ka ek letter mila jisme likha tha.."pitaji..ab aap ropne ka kam kijiye,yahan se mai isase behtar nahi kar sakta tha."....MORAL-NO MATTER WHERE YOU ARE IN THE WORLD,IF U HAVE DECIDED TO DO SOMETHING,DEEP FROM YOUR HEART...U CAN DO IT.
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
|
19-11-2011, 02:14 PM | #28 |
Special Member
|
Re: Beautiful Thoughts
सफलता और असफलता ऊपर वाले के हाथ में हैं पर कोशिश और परिश्रम हमारे हाथ में
हम कम से कम अपना कार्य तो इमानदारी से कर ही सकते हैं
__________________
घर से निकले थे लौट कर आने को मंजिल तो याद रही, घर का पता भूल गए बिगड़ैल |
23-11-2011, 12:41 AM | #29 |
Senior Member
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26 |
Re: Beautiful Thoughts
Zindagi ki kai mahatvpurn ghantayen anjan palon me hi ghatati hain, jiske liye ham taiyar nahi hote....kai bar us pal ko n samajh pane par ham galatiyan kar baithte hain....aur us galati ke ahsas ko bhool pana bahut mushkil ho jata hai.....aisa ham keval khud ke sath nahi karte blki prakriti bhi hamare sath yahi karti hai.....iska arth yahi hai ki insan 'possiblism' ke aadhar par kabhi khud ko sthapit nahi kar sakta. Aur yahi hame is baat ko dridhtapurvak manane par mazboor karta hai ki 'koi hai '...or kuch log ise 'GOD' ka naam dete hain....
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
|
24-11-2011, 07:48 PM | #30 |
Senior Member
Join Date: Feb 2011
Location: खानाबदोश
Posts: 669
Rep Power: 26 |
Re: Beautiful Thoughts
Salon pahle maine ek movie dekhi thi ..spiderman... Is film ke ek thought ne mujh par bahut gahra prabhav chhoda tha....film ke ek scene me hero ring me fight karke jeet jata hai lekin fight karwane wala use paisa nahi deta...wo kahta hai ki mujhe tumhari samasya se koi lena dena nahi... bad me use ek lutera ghayal karke or paise lekar bhagne lagta hai....tab wo kahta hai ki tum chahte to use rok sakte the to roka kyun nahi ? Us par hero kahta hai ki mujhe bhi isase koi matlab nahi.....bad me wo lutera bhagte samay ek insan ko mar dalta hai, jab hero wahan jakar dekhta hai to pata chalta hai ki wo insan koi or nahi blki wo hai jise wo pita saman manta tha.......Yah scene meri pasandita scene me se ek hai.....YADI APKO KUCH ACCHA DIKHTA HAI TO KUCH KAHE YA N KAHEN KOI FARK NAHI PADTA ...PAR YADI APKO KUCH BURA DIKHTA HAI TO USE ROKNE KA PRAYAS JARUR KAREN....KYUKI YADI AAP AISA YE SOCHKAR CHHOD DETE HAI KI ISASE MUJHE KYA MATLAB, TO WAHI BURAI EK DIN LAUTKAR APKO HI NUKSAN PANHUCHYEGI....
__________________
ये दिल तो किसी और ही देश का परिंदा है दोस्तों ...सीने में रहता है , मगर बस में नहीं ...
|
Bookmarks |
|
|