My Hindi Forum

Go Back   My Hindi Forum > Hindi Forum > Debates
Home Rules Facebook Register FAQ Community

Reply
 
Thread Tools Display Modes
Old 28-12-2012, 09:08 PM   #51
amol
Special Member
 
amol's Avatar
 
Join Date: Nov 2010
Location: Patal Lok
Posts: 1,867
Rep Power: 17
amol is a jewel in the roughamol is a jewel in the roughamol is a jewel in the rough
Default Re: सामूहिक बलात्कार के खिलाफ प्रदर्शन

Quote:
Originally Posted by jitendragarg View Post
theek hai, chhodo. jab database ban jaye tab baat kariye. abhi to aap jis aandolan ka saath de rahe, wo majaak lag raha. aapke aandolan se desh ko itna faayda hua, ki ab ladkiyon ka rape karke, rod nahi ghusate, balki pure gaon me nanga nachate hai. pehle sirf rapist maje lut rahe the, ab pura gaon maje leta hai. ye hai, aapke aandolan ki sachai. wo kagajon par banne wala database sirf "jaanch aayog" jaisa chhalawa hai. agar aap iske baad bhi over-optimistic hai, to bane raho. aur ek baat mano, "Shanghai" movie dekh lo, samajh aa jayega, ki ye sare jo vaayde kiye gaye hai, wo kitne khokhle hai.

waah jis point se aapke arguemnts null and void ho jaate hai usko chod ko. maana desh bhi kaafi buraaiya hain, lekin dheere dheere inhi aandolano aur jan virodh se sab kuch sahi hoga. aaapke tarah agar sabke khayalaat negative ho jaaye to desh ka to beda gark ho jaaye.
amol is offline   Reply With Quote
Old 28-12-2012, 09:17 PM   #52
jitendragarg
Tech. Support
 
jitendragarg's Avatar
 
Join Date: Dec 2009
Location: Bangalore
Posts: 2,771
Rep Power: 35
jitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant future
Default Re: सामूहिक बलात्कार के खिलाफ प्रदर्शन

Quote:
Originally Posted by amol View Post
वाह, क्या (कु)तर्क है!

1. attack ki date se kya fark padta hai. jahan tak mujhe lagta hai yeh date to sabko yaad hoga, aap koi valid data dijiye, kisko yeh date yaad nahi tha. kya koi survey aaya tha. koi tv par report aayi thi.
2. jab bhi koi bura hota hai to demoracy mein aandolan aur virodh hona hi chahiye nahi to satta karne waale nirakush ho jaate hai. har demoracy mein checks and balances hone chahiey.
Kyun fark nahi padta? Jo banda ye bhi yaad nahi rakh sakta, ki attack kab hua tha, wo uske khilaaf kya ghante ka aandolan karega? Aandolan ka matlab sadak par khade ho kar chillana nahi hota. Aandolan karne wale ko iss baat ki to samajh honi chahiye ki wo kis liye aandolan kar raha hai.

Aur stats ki baat karna hai, to survey yahi kar lete hai. 2 question aapke liye, jinke jawaab bina internet par dhundhe, dijiyega.

1) India me kitne percent market par bade retail store ka kabja hai?
2) Delhi me aajtak kitne rape report kiye gaye hai? Last report kab aayi thi?


In dono topic par aap ke bahut saare vichar padhne ko mile hai, to jaayaz hai, ye dono baatein aapko malum hogi. Agar ye nahi malum to seedhi baat hai bandhu, ki aap timepass kar rahe ho. Agar sach me aandolan karna hota, to 2week pehle hue rape ke time par bhi aap yahi sab bol sakte the. Aaj aap itne uttejit ho rahe hai, kyunki aap "gullible" hai. Aap un logo me se hai, jo ek daru ki bottle ke liye kisi ko bhi vote de sakte hai, aur kahin bhi nare laga sakte hai. Aap jaise log aandolan nahi kar sakte, sirf politicians ki rotiyan sekne wale tandoor me koyle jaise khade ho sakte hai.
__________________
jitendragarg is offline   Reply With Quote
Old 28-12-2012, 09:20 PM   #53
amol
Special Member
 
amol's Avatar
 
Join Date: Nov 2010
Location: Patal Lok
Posts: 1,867
Rep Power: 17
amol is a jewel in the roughamol is a jewel in the roughamol is a jewel in the rough
Default Re: सामूहिक बलात्कार के खिलाफ प्रदर्शन

Quote:
Originally Posted by jitendragarg View Post
matlab aap phir bina research kiye, timepaas kar rahe hai. jo 2 rape ki news maine batayi, wo delhi me nahi hue. badal lo delhi ki fiza, aur saath me wo jo dhakkanon jaise bayaan de rahe hai, un politician ki soch bhi badal lo. agar, agle 6 mahine me kuch ho jaye, to yahan post karke bata dijiyega. mera timepaas to ho gaya, ab isliye main iss topic par koi baat nahi karunga.

isme bina research timepass kahan se aa gaya beech mein. aap maane naa maane in tarah ki aandolano aur virodh pradarshano koi faayda hoga yaa nahi, hindustan mein sab kuch bekaar hai, kuch nahi ho sakta lekin aap ek hafte ke liye pakistan chale jaaiye waapis aayenge to is dharti ko chumenge.
amol is offline   Reply With Quote
Old 28-12-2012, 09:24 PM   #54
jitendragarg
Tech. Support
 
jitendragarg's Avatar
 
Join Date: Dec 2009
Location: Bangalore
Posts: 2,771
Rep Power: 35
jitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant future
Default Re: सामूहिक बलात्कार के खिलाफ प्रदर्शन

Quote:
Originally Posted by amol View Post
waah jis point se aapke arguemnts null and void ho jaate hai usko chod ko. maana desh bhi kaafi buraaiya hain, lekin dheere dheere inhi aandolano aur jan virodh se sab kuch sahi hoga. aaapke tarah agar sabke khayalaat negative ho jaaye to desh ka to beda gark ho jaaye.

mera argument null. accha joke tha.

Mera argument phir se post karta hu. "Jab aap rape ke khilaaf aandolan kar rahe hai, ussi waqt ek mahila ko pure gaon me numayish ki ja rahi hai; aise me aapke aandolan se aaj kya fayda hua? aapka aandolan kuch log ko thoda bhi dara nahi saka, unki soch badalne ki baat to bahut door hai".

Ab aap jo database ki baat kar rahe ho, use iss argument ko kaise fark padta hai, jara samjhaiye. Mere hisaab se to aapka aandolan useless hai. faayda hoga, jab database banega. aise hi dialog lokpal bill ke liye bhi bole gaye the. kya aaj tak aapka wo bill aaya? kya kisi ne rishwat lena band kiya? purana record dekhne ke baad bhi aap bolte ho ki changes aayenge. aise me aap over-optimistic nahi hai, to kya hai?

Jahan tak band karne ki baat hai, wo isliye kahi, kyunki aap sirf bewajah ki behas kar rahe hai. sawalo ke jawab ki jagah ulte sawal kar rahe hai. aur phir mujhe ye faltu behas ki jagah aur bhi bahut kaam hai, to kaun samay barbaad kare. jin cheezon se fark nahi padta, un cheezon me samay barbaad karna mujhe theek nahi lagta. isliye main baat ko khatam karne ko bola tha.
__________________
jitendragarg is offline   Reply With Quote
Old 28-12-2012, 09:26 PM   #55
jitendragarg
Tech. Support
 
jitendragarg's Avatar
 
Join Date: Dec 2009
Location: Bangalore
Posts: 2,771
Rep Power: 35
jitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant futurejitendragarg has a brilliant future
Default Re: सामूहिक बलात्कार के खिलाफ प्रदर्शन

Quote:
Originally Posted by amol View Post
isme bina research timepass kahan se aa gaya beech mein. aap maane naa maane in tarah ki aandolano aur virodh pradarshano koi faayda hoga yaa nahi, hindustan mein sab kuch bekaar hai, kuch nahi ho sakta lekin aap ek hafte ke liye pakistan chale jaaiye waapis aayenge to is dharti ko chumenge.
ek suar dusre suar se compare karega aur bolega ki main to kam keechad me hu, wo to pura doob chukka hai. waah re, mere deshbandhu, waah!

compare karna hai, to kabhi japan se kar lo, Norway se kar lo, ya Dubai se hi kar lo. Jab kar lo, tab batana, ki kaun kitne paani me hai.
__________________
jitendragarg is offline   Reply With Quote
Old 28-12-2012, 09:37 PM   #56
amol
Special Member
 
amol's Avatar
 
Join Date: Nov 2010
Location: Patal Lok
Posts: 1,867
Rep Power: 17
amol is a jewel in the roughamol is a jewel in the roughamol is a jewel in the rough
Default Re: सामूहिक बलात्कार के खिलाफ प्रदर्शन

Quote:
Originally Posted by jitendragarg View Post
ek suar dusre suar se compare karega aur bolega ki main to kam keechad me hu, wo to pura doob chukka hai. waah re, mere deshbandhu, waah!

compare karna hai, to kabhi japan se kar lo, Norway se kar lo, ya Dubai se hi kar lo. Jab kar lo, tab batana, ki kaun kitne paani me hai.
ok... to aap apne desh ko suar samjhte hain.

aapko pata hai bharat mein 130 crore log rehte hain.

japan norway aur dubai jod kar UP yaa bihar ke barabaar bhi nahi honge. aap pehle apna comparison dekhiye.

bharat 1947 mein aazaad hua tha.

Japan mein development ka alag reasons hai. shuru se hi wahan par america ka support raha hai, unka military par bahut kam kharcha hai.

norway aur dubai to map par doondhna bhi muskhil hai.

जीतेन्द्र जी, आपको इस सिस्टम पर ही भरोसा नहीं है, आपको यह सब गलत रहा है, तो आप ही बता दीजिये क्या होना चाहिए। आप यह तो बताते है बुरा क्या है यह भी बताइये जब rape हो corruption हो तो लोग कैसे रियेक्ट करे?

Last edited by amol; 28-12-2012 at 09:44 PM.
amol is offline   Reply With Quote
Old 01-01-2013, 09:06 AM   #57
omkumar
Diligent Member
 
omkumar's Avatar
 
Join Date: Dec 2009
Posts: 869
Rep Power: 16
omkumar will become famous soon enoughomkumar will become famous soon enough
Default Re: सामूहिक बलात्कार के खिलाफ प्रदर्शन

इस डिबेट मे यह एक खबर प्रासंगिक होगी।

http://myhindiforum.com/showpost.php...ostcount=20623
omkumar is offline   Reply With Quote
Reply

Bookmarks

Tags
accident, delhi, politics


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off



All times are GMT +5. The time now is 06:30 PM.


Powered by: vBulletin
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
MyHindiForum.com is not responsible for the views and opinion of the posters. The posters and only posters shall be liable for any copyright infringement.