18-05-2014, 10:33 AM | #1 |
Junior Member
Join Date: May 2014
Posts: 3
Rep Power: 0 |
udan bharne chala...<3
Tumhari jism ki khushbu se asman bharne chala hu. Bhula baitha hu is jahan ki har hakiqat ko aj. Tumhe bna kar sach jindgi ka udan bharne chala hu. Khawahiso ko badlo se bhi uchha karne chala hu. Tumhare rango me apne rang tamam bharne chala hu. Bhulakar gairo ki mahfi fir aj khud ko neelam karne chala hu. Mai toshi fir tumhare labo pe apni muskan bharne chale hu. Gawa kar kadmo me tumhare khud ko fanah hone ko. Apne bahte khun se aj tumhari chahte tamam bharne chala hu. Tumhare rang me ye sara asman bharne chala hu. |
Bookmarks |
|
|