My Hindi Forum

Go Back   My Hindi Forum > Hindi Forum > Blogs
Home Rules Facebook Register FAQ Community

Reply
 
Thread Tools Display Modes
Old 19-02-2019, 03:52 PM   #1
faiz
Junior Member
 
Join Date: Feb 2019
Posts: 6
Rep Power: 0
faiz is on a distinguished road
Cool Internet kya hota hai?

Duniya ka sabse bada network hai internet. Jo puri duniya ke sare Computers ko

aapas mein jodta hai jo ki ek mahajaal banate hai.

Iske naam se hi pata chalta hai ki ye ek jaal ki tarah hai jaise Inter =Aantrik,

Net = Jaal to Internet = Aantrikjaal. Ab duniya bhar ke sare computers se

judne ke

liye hume ISP (Internet Service Providers) se internet connection lena padta

hai. ISP hi hume internet se judne ka ek rasta deta hai.

Ye hamare computer se internet ko wire ya wireless tarike se jodta hai aur jab

hum internet ka istemal kar rahe hote hai to ise hi ONLINE hona kehte hai.

History Of Internet in INDIA.

INDIA mein pehla network 1986 mein launch hua jiska naam Educational

Research Network (ERNET) tha. Lekin aam janta ke liye Pehla network 14

August 1995 mein Videsh Sanchar Nigam Limited(VSNL) ne launch kiya tha.

Bharat mein 1996 mein pehli email site rediffmail banayi gayi. 2000 ke dashak

mein TECHNOLOGY ACT lagu hua aur Yahoo india or MSN india ki shuruat bhi

isi dashak mein hui thi. India ki pehli Railway site irctc.in 2001 mein launch

hui.

INETRNET KE BARE MEIN AUR DETAIL MEIN AAP MERE BLOG PAR READ

KAR SAKTE HAI: what is internet in hindi?
faiz is offline   Reply With Quote
Reply

Bookmarks

Tags
history of internet, internet, what is internet


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off



All times are GMT +5. The time now is 09:10 PM.


Powered by: vBulletin
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
MyHindiForum.com is not responsible for the views and opinion of the posters. The posters and only posters shall be liable for any copyright infringement.