My Hindi Forum

Go Back   My Hindi Forum > Hindi Forum > Debates
Home Rules Facebook Register FAQ Community

 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Old 06-06-2015, 07:54 PM   #4
manishsqrt
Member
 
Join Date: Jun 2015
Location: varanasi
Posts: 102
Rep Power: 11
manishsqrt is a jewel in the roughmanishsqrt is a jewel in the roughmanishsqrt is a jewel in the rough
Default Re: बीफ़ बैनः पोषण पर क्या पड़ेगा असर?

Hum aisa mehsoos nahi karte ki beef par pratibandh lagane se bharat ke logo ke swasth par jara sa bhi asar padega.wajah ye hai ki shakahar hamesha se sabse achcha aahar mana gaya hai, vigyan aur dharm dono ke hisab se, ek gae mar kar shayad sirf chand logo ka hi pet bhar paegi jaisa ki beef khane wale tark dete hai, par jinda rah kar wahi gae saikado logo ka pet bhar sakti hai apne doodh se, aur yadi wo gae budhi bhi hai tab bhi khane pine ki chizo ka itana bhav nahi ho gaya ki iske liye uske pran liye jae.gair hindu dharm jis bhookh ka bahana leke ye adharm karte hai unke tark puri tarah se nirarthak hai.khane pine ke liye abhi bhi kafi anaj paida hota hai, aur dhyan de musalmano ka ye tark ki unme bhi pran hota hai uske liye bata du gehu ya chawal sukhne ke baad hi grahan kiye jate hai, aise hi koi bhi anaj ya dale bhi, isi tarah fal me pran nahi hota vriksh me hota hai.
manishsqrt is offline   Reply With Quote
 

Bookmarks


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off



All times are GMT +5. The time now is 12:29 PM.


Powered by: vBulletin
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
MyHindiForum.com is not responsible for the views and opinion of the posters. The posters and only posters shall be liable for any copyright infringement.